Main kaun hoon
Nahi jaanti
Khud ko aaine mein
ab nahi pehchaanti
Badlaav aata hai ye to malum tha
Par aise aavesh se aayega nahi tha pata
Ab main badi ho gayi hoon
Jeewan ki sundar kadi ho gayi hoon
Par sochti hoon kya yahi chahiye tha mujhe
Jahan main khadi hoon
Main akeli hoon
Kya yahi hai
Ya aage abhi aur hai
Bas yoon hi
Replies (0)
No replies yet. Be the first to reply!
Login to join the discussion.